Saturday, April 28, 2012

.आते जाते गुजर गए कॉलेज के दिन.....

 कॉलेज में आते समय तो फोटो खीचने का पता नहीं था, लेकिन कोशिश करते करते थोडा बहुत सीख लिया हैं. इसलिए जाते जाते आपसे कुछ तस्वीर साझा कर रहा हु ... उम्मीद हैं आपको पसंद आएँगी... ये तस्वीर आज की हैं यानि २८ अप्रैल ... जब कॉलेज का सेकंड लास्ट डे हैं ... बहुत मस्ती करी आज  मेने और कुछ दोस्तों को मजाक मजाक में परेशान भी किया...
 और यही कहूँगा इस कॉलेज में आते जाते बहुत कुछ सीखा हैं ..


Sunday, April 15, 2012

पत्रकारिता जिन्दाबाद PART-2

तरुण ------------  अंकुर --------- रहीसुद्दीन --
पत्रकारिता जिन्दाबाद 
dosto aaj mene apna vota dala  accha laga...
 ME AAJ AAPKO apni class k students ne milwata hu aapkoye sab wo hain jinse humne teen saal me ladaoi bhi ki or pyar b kiya hain lekin me aapko sach batau mene aaj tak dil se kisi ka bura nahi socha... or na hi kisi dost ki kisi se burai... halaki meri burai log karte hain ye muje pata hain kyoki me kisi b buri baat ka samarthan nahi karta...

meri burai karne ka karan muje lagta hain me khulle tor par buri baaton ka virodh karta hu ... or log aisa b kahate hain ki me hawai baate karta hu ... na to me hawai baate karta or na hi galat bataon ko sahan kar sakta hu...
kuch aise log hain jo mere khilaf galat prachaar karte hain kahte hain me hinduwadi inshan hu.. to isme bura kya hain ... me hinduwadi hu to hu isme bura kya hain me khule tor par iska samarthan karta raha hu or karta rahunga... ab mujse muh me ram bagal me churi wali baat to hogi nahi jo hu so hu ... me agar hinduwadi hu to log ise galat maante hain or logo ko mere khilaf bhadkaate hain.
.. दोस्तों में अपनी बातों के साथ साथ कुछ अपने दोस्तों की तस्वीरे शेयर कर रहा हु ... ये मेरे वो दोस्त हैं जिन्हें मेरे जिन्हें मेने सच में दोस्त mana hain..

हमारा नाम पूनम हैं 
भारती 
ye kafi ache dost hain kabhi kabi mere virodh k karan muje inse bhahas me matbhed bhi karne pade lekin hain bhaut badia abhi mene punam ki photo share ki ye ladki hain bhaut achi dil ki saaf hain jo man me aata hain sabke saamne bol deti hain.... muje aise log bhaut pasand aate hain... bhagawan aise logo ko tarkki de..
upar jo pahli photo hain wo hain tarun ankur or rahisuddin ...
tarun hosiyaar hain isme koi shak nahi hain lekin chalaak hain is par aapko vishwas nahi hoga ...ye apni vidhya lagakar kaam kar leta hain or kisi ko pata b nahi chalta hain ankur thoda namasamj hain abhi isse samaj aane me thoda samay lagega muje lagta hain ankur bhai bura mat maaanna lekin muje jo lagta hain wo mene bata diya ...
or ab bhaut badi badi baate ho gai to bade logo ki baaat kar lete hain ye hain humare rahisuddin bhai kafi samjadaar umar me sabse bade ye baat high court b jaanata hai delhi ka ... baato ko naap tol kar bolne walo me inhe pahachana jata hain... madadagaar insaan hain lekin thode kanjoos kism ke vyakti hain ye ... jo baat ap phone par karte hain ye sari baate ye bahi sms me samet lete hain...
or ye jo last wali ladki
BHARTI  aadat ki kafi achi hain bs bhaut jaldi aankoh me se paani nikal deti hain ... matlb ro jaati hain majak majak me lekin dil ki to ye b acchi hain..
bakki logo k baare me bataunga abhi net slow chal rha hain nahi to sabka photo ek sath share karke vivran karne ka man tha ..
BHARAT MATA KI JAI---- VANDE MATRAM

Saturday, April 14, 2012

मेरे कॉलेज के प्रोजेक्ट का आवरण पेज

kaisa laga aapko ye page ka layout ye mene apne collge k project k liye banaya tha ... aaj bhaut dino baad kuch likhne ka man hua to is  page k bahane likhne ki soch raha hu ...exam aa rhe hain or sath hi sath tenson badti ja rahi hain kyo k har saal to exam dene k baad intern karni hoti thi lekin ab chunooti bad gai hain kyoki ab intern ni karni ab JOB karni hain ..
pata ni kaha or kab job milegi lekin shayd muje lgta hain ab mahnat k din suru ho gye hain... teen saal bhaut saari pagalpantiya ki hain mene unme se ye blog b meri pagal panti me aata hain ,,,, sach batu to muje bada shok tha aisa kuch karne ka like website banane ka ... to ha hum kaha par the me bta raha tha ki teen saal ke andar  logo ki maane to humne bhaut kaam kiya hain rajneeti se lekar media me chaye huye the ye me ni kah raha aisa mere dost kahte hain... sach ya jhoot ye aap unse confirm kar lena lekin muje lagta hain mene in teen saal me kuch ni kiya sirf be faltu ki bhagdaudi k siwaye ...
log apni girlfrind patane me lage rahte the or hum pagalo ki tarah idhar se udhar pitaji ka paisa petrol me udate the mene collge k teen saal me bhaut kuch sikha hain apne dosto se kaisa paisa bachaya jata khaskar k ye baat mene sikhi hain apne kanjoos dosto se ...
ha to me kah rha tha ki mene teen saal apne pitaji ka paisa petrol me udaya log yani mere dost nai nai girlfrnd banate the or hum bhagte firte the logo nimartan dete the ki bhaiya aaj yaha aa jANA YAHA HUMNE EK SEMINAAR KA AYAOJAN karaya hain ... senior b khus rahte the nihal itne kam samay me seminaar ka aayojan gud ... loh seminaar me jaane k liye taraste the or hum seminaar ka aayojan karate the pitaji ka paisa ini kaamo me petrol me fukk jata tha ....bhaut jagah intern b ki lekin kisi naami jagah intern na karne ka malaal abhi tak rahta hai muje mere kuch ek dost aise the jinki ladkio se pr achi thi to wo star news chale gye intern karne or hum wahi k wahi rahe ... samaj aaya ki ladkio se pr badao bhai... pr badai lekin fir b intern ni kar paaye kisi bade channel me aisa ni hain ki muje waha intern nahi milli balki muje mil b jaati to me ni kar pata kyoki apne pass tym ka shortage bhaut rahta hain haalaki hum kaam to kuch nahi karte lekin tym ka shortage ki samasya humesha bani rahti hain...muje job to2 year me mil gai thi lekin kaha na ki hum job dene ki sochte the to job hume raas ni aai ...
job chod di fir malaal ho rha hain job chodne ka kuch to kamaya hota agar job kar rhe hote to kam se kam taane sunne ko to ni milte beta tmari shadi karni hain kuch kamana suru karo ladki wale puchte hain ldka kya karta hain to humse ans ni banta tm job b karo ... bhagwan ki dua se paise ki kami ni hain lekin
 AB NA NEED AA RHI HAI BAAKI KABHI OR PART-1

दिल्ली में स्थानीय स्वायत्त शासन का विकास

सन् 1863 से पहले की अवधि का दिल्ली में स्वायत शासन का कोई अभिलिखित इतिहास उपलब्ध नहीं है। लेकिन 1862 में किसी एक प्रकार की नगर पालिका की स्थ...